नमस्कार दोस्तो, आज मैं आपको बहुत ही जाने-माने Blogger, Rohit Mewada जी को आपसे रोबरो करने जा रहा हो, आज के इस interview में हम उनके बारे में कुछ जानेगे और उनसे कुछ Questions भी पूछेगे।
वैसे तो Rohit Mewada को सभी Bloggers जानते है, पर अगर आप Blogging की दुनिया में नए है, तो आप उनके बारे में शायद ही जानते होंगे। मैं आपको बताना चाहोगा कि Rohit जी india के one of the toppest hindi Blogger है। चलिए उन्से ही उनके बारे में कुछ जान लेते है।
HindiMeHelp के Founder Rohit Mewada जी का Interview
(Me): 1. आप अपने और अपने Blog के बारे कुछ बताए ?
Rohit: Hii, HindiMeHelp.com Mera Blog hai, Jispar Internet se Related Jankari share ki jati hai. Blog Hindi me hai, par jo Content style hai wo Hinglish (Hindi+English) hai.
(Me): 2. आप एक Home Blogger है या फिर अपने कोई office setup कर रखा है?
Rohit: Sabse main baat to ye ki me Full Time Blogger hu, matlab mera main kaam blogging hi hai.. Par abhi mene alag se Office setup nahi kiya hai.. Abhi Jo Flat hai uski ke ek Room me Office setup kar rakha hai..
Par meri Planning hai alag se Office setup karu, jaha apni team ke sath kaam kar pao, Q ki abhi jitne bhi log mere sath kaam karte hai wo sirf Online hi contact me hai.
(Me): 3. आप अपने Blog को run करने के लिए क्या-क्या ख़र्च करते है?
Rohit: Wese to Blog Free me bhi ban jata hai BLogger par, jisme sirf Domain ka kharcha aata hai..
Agar baat kare HindiMeHelp blog ki, to mene Theme, Badiya Hosting, Plugins, or kuch Customize T-shirt-Mags wagera.. Wese dekha jaye to jo WordPress site me kitna kharcha aata hai, wahi sab kiya hai, koi Special nahi.
(Me): 4. जैसा कि हम सभी जानते है कि India में Affiliate Marketing का conversion rate bahut कम रहता है, क्या आप कुछ tips देंगे जिनकी मदद से conversion rate increase हो पाए ?
Rohit: Sabse phele to me aapki baat se hi agree nahi karta, to ki aesa nahi hai.. India me bhi Log online chije kharidte hai..
Par agar baat kare yaha ke Blogger ki jo Affiliate Marketing try to karte hai par usko sahi se samajte nahi ki konsa prodact kaha or kis trha se promote kare, taki jo user hai wo usko kharide.
Meri Tip yaha ye hai, aap agar kisi Product ki Affiliate agar kar rahe hai to sabse jaruri hai aap sirf unhi logo ko target kare jo uss product ko lena chate hai..
Agar aap kuch bhi product ka link dete rahege to aese me to user or ulta confuse hoke chala jayega.. bhale usko wo product lena hi tha..
To yaha sabse main hai aap sabse phele apna Goal clear rakhe, ki muje ye product sell karana hai, or jo log isko kharidege wo kon hai.. or kaise untak phucha jaye..
(Me): आपने सही कहा कि, किसी भी product को sell करने से पहले हमे user’s के बारे में सोचना चाहिए।
(Me): 5. जैसा कि हम सभी जानते है कि आपका एक Cryptocurrency Blog भी है, आपका cryptocurrency niche के ऊपर क्या opinion है?
Rohit: Ji Mera CryptoCurrency Blog Sikke.in . Jisko banane ka maksad hi ye hai ki jo ye Technology hai usko share kiya jare..
abhi ham kuch der ke liye CryptoCurrency me se currency hata dete hai.. to jo Crypto ka concept hai ki 2 logo ke bich lenden ho or koi 3rd person ka uske interfere naa ho or deal achi se ho jaye.. to wo isme possible hai..
Abhi Log iss technology ko sahi se samaj nahi pa rahe hai, issi liye usko puri trha se accpect nahi kar pa rahe.. par muje lagta hai future me iska har jagha use hona hai.
(Me): 6. Blogging को छोड़ कर आपको किस-किस चीज़ में success मिली है?
Rohit: Blogging me bhi me success hu ya nahi wo bhi abhi me nahi khe sakta. Q ki Success ki definition mere liye ye nahi ki me utna paisa kamao ya mere blog ki utni rank hogi to me success khelaoga..
Me apne aapko Blogging me Success jab manta hu, jab koi blogger aake kheta hai ki mene ye achive kiya or wo meri baja se possible ho paya..
Or agar baat kare other success ki to meri sabse badi success me ye manta hu ki me Logo ka Trust Jit paya.
baki agar baat kare Numbering ki to meri ki Youtube par Private channel hai, jiske bhut se Video Trending bhi aa chuke hai..
(Me): 7. आपको HMH के पहले 6 months में क्या-क्या experience किया है?
Rohit: Kuch bhi kaam karo to Starting me jo paserani aati hai, wahi sabse jada hoti hai.. or jo Log unme sabhal jaye to fir usko koi nahi rok sakta.. ye mera manna hai.
Mere Pass Starting me itne paise bhi nahi the ki me ₹4000 ki hosting ke pao.. kisi trha ₹2000 ka bandowast karke ek Local Hosting se le liya.. par uski baja se site bar-bar down hoti thi..
Uss hosting ki 1 month return policy thi, to mene 3 din baad hi request ki ke wapas karo paise.. par nahi kiye.. or uss chakkar me mera ek mahina aesa hi gaya.. iss kosis me ki wo paise wapas karde to me kahi or se hosting lelu..
akhir me ek mahine baad fir paise ka jugad karke badiya hosting li fir site sahi hui..
Website ke liye mene jo bhi kharcha kiya hai, uski Theme, hosting ya kisi bhi chij me wo mene ussi se earn karke kiya hai..
Agar baat kare, meri pocket se kitne paise lage to Domain or Starting 3-month Hosting sirf..
Wese mene Starting me kin kin paresani ka samna kiya, or kaise muje success mili wo mene HindiMeHelp One Year Success Story me share kiya hai.
(Me): 8. आप Blog Post को customize करने के लिये किन-किन Plugins का use करते है?
Rohit: Me Newspaper Theme use Karta hu, to jitni bhi formatting hai wo sab usme inbuild hai..
me ye plugin use karte hu Post ke liye:
- Crayon Syntax Highlighter
- Table of Contents Plus
- Title and Nofollow For Links
- WordPress Editorial Calendar
- Yoast SEO
(Me): आप यह पर HMH में use होने वाले Tools के बारे में पढ़ सकते है।
(Me): 9. मैंने आपकी कई Pictures देखी है, उनमें से एक picture में मैने आपकी bike देखी जिसपर अपने HMH का logo बनवाया है, तो क्या यह logo बनाना branding का ही एक part है?
Rohit: Ji haa.. Branding ke liye hi hai..
Wese Branding ke aalawa apne aapko bhi ye ahsas dilate rhena ki hamne kuch acha chive kiya hai bhut jaruri hai.. Issi liye mene Apne Mobile, Laptop, tShirt, Mug, Bike, Table, Wall.. sabhi par HMH ka Logo laga rakha hai.
Public Demand Questions
(Me): 1. क्या मैं अपने blog को नए domain पर start करने की जगापर expired domain से start कर सकता है?
Rohit: Haa bilkul kar sakte hai, par kisi bhi domain ko register karne se phele uski past history jarur dekhe ki phele uspar kesi website thi, Kya uska Spam score jada to nahi tha.. or wo Google Search, Adsense me ban to nahi hai.
(Me): 2. मैं WordPress के लिए एक Premium Theme buy करना चाहता हूँ, क्या कोई ऐसी Theme selling sites है जो Rupay card को accept करती है?
Rohit: Yaha me aapko suggest karuga, aap sirf payment nahi kar pa rahe uss chakkar me koi bhi galat theme naa le.. Aap Paypal se bhi payment kar sakte hai.. or International Debit Card aapko apni bank se aaram se mil jayega.
Ya aap apne kisi phechan wale ke Card se bhi payment kar sakte hai.
(Me): 3. अपने अभी तक कौन-कौन से ad networks use किए है?
Rohit: Mene Starting me Bidvetiser use kiya tha.. Q ki adsense uss site par approve hi nahi ho sakta tha.. copyright content ke karan.. par jab se Blogging me series hu to kosis karta hu original content ki provide karu.. or me sirf Adsense use karta hu.
(Me): 4. Sir, आज-कल micro niche का trend सा चल गया है, सभी Newbies Bloggers अभी Micro niche के तरफ जा रहे है, आप हम सभी कोई Tip या Message देना चाहिगे।
Rohit: Micro Niche acha idea hai income karne ka, Q ki usme hame max 10-15 article ya usse bhi kam me kaam ho jata hai.. or jisko rank kara kar achi khasi earning kar sakte hai.
Wese Micro Niche par site bana sakte hai, agar earning karna chate hai or aapke pass koi acha topic hai website banane ke liye..
Par me suggest karuga, ek Long Term Blog bhi hona bhut jaruri hai branding ke liye, jisko ham logo ko bata sake.. jiske jariye log hame phechane.. q ki Micro Niche share to kar nahi sakte, warna koi turant hi usko copy karle.
(Me): 5. जब हम किसी website पर Guest Post करते है, तो ज्यादा website हमें Homepage पर link देती है, तो हमें उस movement पर कौनसा link बनाना चाहिये, Naked Backlink या फिर वाला Anchor txt Backlink?
Rohit: Dono hi badiya hai.. par agar aap apni website ko kisi keyword ke liye rank karana chate hai.. jese Example aapki website WordPress Tips par hai.. to aap Uss Keyword se bhi link le sakte hai.
(Me): Last Question, जो शायद नहीं पूछना चाहिए क्योंकि एक student से उसके number और एक आदमी से उसकी salary कभी नहीं पूछनी चाहिए। 😆 इस Quote को पढ़कर आपको पता ही चल गया होगा कि मैं आपसे क्या पूछने वाला हूँ।
Last Question: आपकी Monthly income कितनी है, सारे खर्चों को निकल लेने के बाद और आपका सबसे बड़ा income source क्या है ?
[sociallocker id=”2737″]Rohit: Me apni Income to share nahi kar paoga.. haa par meri Income Source kya hai wo jarur bata deta hu.. to meri jo Income hai wo Website or Youtube se hai. jisme Adsense se meri jo earning hai wo pura milaye to 40% hai baki ki Affiliate, Sponsor se hoti hai.[/sociallocker]
मैं Rohit Mewada जी का और आप सभी का बहुत-बहुत धन्यवाद करना चाहुँगा कि उन्होंने हमें अपना कीमती time दिया। एक बार फिर से आपका बहुत-बहुत धन्यवाद ?
यदि आपके Rohit जी से या फिर Blogging, SEO से सबंधित कोई भी प्रश्न है तो आप Comments में पूछ सकते है। अगर आपको यह article अच्छा लगा तो इस article को अपने दोस्तों के साथ share करना मत भूलिएगा।
Thanks For Reading and Good Bye!
Thanks Bhai Muje IntenetJankari.com par Interview ke liye Invite karne ke liye or Itne Badiya Question puchne ke liye..
Interview was very interesting and awesome…..
Rohit Bhai se bahot log motivate huye hai aur mai bhi unme se ek hu
best interview bhaiiii…. kaphi achha achha swal puchha hai aapne…. thanks
best interview bro!
Very good knowledge sir
Sir is website ka theme name bta dijiye plz reply
nice post.
Bahut badiya tipes for affiliate marketing thanking you sir
Ohh really good Article.. Rohit Mewada ke Bare me Achchi Jankari Mili
Mujhe ye interview bahut hi pasand aaya kya mera bhi interview aap kr sakte hai abhi naya blogger hun 1 saal hue hai is field me rohit sir se inspired hun mai……..
Wow! aapne to kamaal ka interview liya read karke maza aa gya.
it’s like an inspirational quote.
ye interview bahut hi pasand aaya mujhe bahut badhiya
Bahut achi jankari shere ki hai aap ne